Khaddan Hun Main Khaddan Hun

Khaddan hun main khaddan hun, aapne dag par addan hun…
Duniya dekha, jamane dekhe , kalyug dedka ,satyug dekha…
Sabne dekha main addan hun, khada hun main khada hun,apne dag par addan hun…
Duniyan aye , duniyan gaye, sabne dikhaye aapne jalwe…
Lekin main addan hun, khada hun main khada hun,apne dag par addan hun…
Log aate log jate , sab jate mere charno …
Bate karte mere sapne ,karte duniyan jahan ki bate…
Lekin main addan hun….
Dekhate sapne hamko apne ,lekin main datan hun …
Mere dost, mere dushman, mere bhai mere padosi..
Sab rahte aapne aapne, we bhi khadan main bhi khadan…
Sab khadan aapne dag pe………..
Hote bate din rat aaneko , sandesh jate mere charno…
Duniyan jati alwida karke hamko
Lekin mian khadan hun , khadan hun main khandan hun…
Aapne dag per main aaddan hun..